Monday 12 June 2017

BEST RAMADAN QUOTES IN HINDI 2017

Ramadan quotes in Hindi: welcome guys. Once again Ramadan Mubarak to all of you. If your searching for Ramadan quotes then I should inform you that you are at the correct place. Here you find Ramadan quotes in Hindi .hope you all will like the quotes. Now let us move to our collection of Ramadan quotes.


Best  Ramadan quotes in Hindi 2017 !


  • Raat ko naya chand Mubarak,   chand ko chadni Mubarak,   falak ko sitare Mubarak,   sitroon ko bulandi Mubarak ,   aur app ko hamai taraf se :- Ramadan Mubarak.


  • Woh sehri  ki noraneyat,   woh iftaar ki rounaq,  woh aasman se rehmat ka barasna,   woh masjidun ka rooh parwar manzar,  who naikiyon ka jazba,  woh tilawat ki dhoom,  jee han rehmat wala maghfirat wala,  or azab se nijaat wala mahena “Ramadan”  duaon main yaad rakhna.




  • Gul ne gulshan se gul faam bheja hai,  sitaroon ne asmaan se salam bheja hai,  Mubarak ho aapko Ramadan ka mahina,  ye paigham hamnain sirf apko bheja hai:-


  • Be zabano ko jab wo zaban deta hai,  parhne ko phir wo quran deta hai,  bakshne pai aata hai jab ummat kai gunagon ko,  tohfay main gunahgaron ko Ramadan deta hai.


  • Aasman pe naya chand hai aaya , sara aalam khushi se jagmagaya,  ho rahi hai saher-o-aftar ki tayari, saaj rahi hai duaon ki sawari, poore hon aapke her dil kai armaan , Mubarak ho app sab ko Ramadan!

No comments:

Post a Comment